21 October 2015

Pin It

Lyrics with English translation of song Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain

Lyrics with English translation of song Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain
Song - Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain
Singer - Ustad Rahat Fateh Ali Khan
Lyricist Kalaam - Allama Muhammad Iqbal

Lyrics with English translation of song Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain

English translation of the song Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain is in Red Color

Lyrics –

Faraib-E-Nazar Hai Sakoon-O-Sabaat
Stability is an illusion of eyes

Tarapta Hai Har Zarra-E-Kainat
For every atom in the world pulsates with change

Tehherta Nahin Karwaan-E-Wujood
The caravan, journey of life does not stop, halt anywhere

Ke Har Lehza Hai Taza Shaan E Wujood
For every moment life renews itself 

Samjhta Hai Tu Raaz Hai Zindagi
You think life is a great mystery

Faqat Zauq-E-Parwaaz Hai Zindagi
No life is just desire to fly

Jawanon Ko Meri Aa-hai-Sehar De
Give to the youth my sighs of dawn

Phir in Shaheen Bachon Ko Baal-o-Par De
Give wings to these young falcons again

Khudaya! Arzoo Meri Yehi Hai
Oh Lord this is my only wish request

Mera Noor-e-Baseerat Aaaam Kar De
Spread wide the light, knowledge insight of my awareness

Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain
Other worlds lie beyond the stars

Abhi Ishq Ke Imtihan Aur Bhi Hain
Still more test of passion, love is remaining

Har Ek Maqam Se Agay Maqam Hai Tera
Your destination is ahead of all the destinations

Hayat Zauq-e-Safar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
Life is nothing but the joy of journey, travel

Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain
Other worlds lie beyond the stars

Tahi Zindagi Ke Nahin Yeh Fazaayein
These breezes do not arise from the void

Yahan Sainkadon Kaaravaan Aur Bhi Hain
Hundreds of other caravans are here
Hundreds of other journeys are also here


Qanaaat Nah Kar Aalam-e-Rang-o-Bu Par
Do not get contended, appeased by this world of color and fragrance 

Tu Hi Nadaan, Chand Kaliyon Par Qinaat Kar Gya
You, the innocent one were content with few buds 

Warna Gulshan Mein Elaj-e-Tangi-e-Damaa Bhi Hai
Otherwise the rose garden held a cure for your limited grasp 

Qanaaat Nah Kar Aalam-e-Rang-o-Bu Par
Do not get contended, appeased by this world of color and fragrance

Chaman Aur Bhi, Aashiyaan Aur Bhi Hain 
There are other gardens and nest are also 

Agar Kho Gaya Ek Nasheman Tho Kya Gham
Why sadness if lost one nest home

Maqaam-aate-Aaho Fu. ghaan Aur Bhi Hain
There are other places to sigh and lament remain

Agar Kho Gaya Ek Nasheman Tho Kya Gham
Why sadness if lost one nest home

Maqaam-aate-Aaho Fu. ghaan Aur Bhi Hain
There are other places to sigh and lament remain

Nishan Yehi Hai Zamane Mein Zinda Qoumon Ka
It’s the sign of vital living nations societies of the world 

Ke Subha-O-Sham Badalti Hain unn Ki Taqdeerain
That their destiny changes through day and night

Maqaam-aate-Aaho Fu. ghaan Aur Bhi Hain
There are other places to sigh and lament remain

Na Pucho Mujh-Se Lazzat Khanaman Barbad Rehne
Do not ask me of the pleasure of remaining destitute, homelessness

Nasheman Sekron Main-Ne Bana Kar Phoonk Dale Hain
I have built and set afire hundreds of nests

Maqaam-aate-Aaho Fu. ghaan Aur Bhi Hain
There are other places to sigh and lament remain

Tu Shaaheen Hai, Parvaaz Hai Kaam Tera
You are a falcon and flight flying is your calling

Nahin Tera Nasheman Qasr-e-Sultani Ke Gunbat Par
Do not nest on the dome of the king’s palace

Tu Shaheen Hai, Basera Kar Paharon Ki Chatanon Mein
You are a falcon, dwell among the rocks of mountain peaks

Tu Shaaheen Hai, Parvaaz Hai Kaam Tera
You are a falcon and flight flying is your calling

Guzar Auqat Kar Leta Hai Ye Koh-o-Biyaban Mein
The hawk lives out his life, days in rocks and desert

Ke Shaheen Ke Liye Zillat Hai Kaar-e-Ashiyan Bandi
For it is humiliating for the eagle to attach to a nest

Tu Shaaheen Hai, Parvaaz Hai Kaam Tera
You are a falcon and flight flying is your calling

Garchay Hai Dilkusha Bohot Husn-e-Farang ki bahar
Though the other side looks beautiful, colorful to you

Taare.ke Buland-o-Baal Dana-o-Daam Say Guzar
Resist this trap oh bird of paradise

Tu Shaaheen Hai, Parvaaz Hai Kaam Tera
You are a falcon and flight flying is your calling

Ae Taare-Lah, ooti! Uss Rizq Se Mout Achi
O bird of skies it is far nobler to starve to death

Jis Rizq Se Ati Ho Parwaz Mein Ko. Tahi
Than to live in the comfort which makes you lazy takes your freedom

Tu Shaaheen Hai, Parvaaz Hai Kaam Tera
You are a falcon and flight flying is your calling

Tere Saamne Aasmaan Aur Bhi Hain
Before you there are many more skies

Jhapatna, Palatna, Palat Kar Jhapatna
To swoop and twist and twist to swoop

Lahoo Garam Rakhne Ka Hai Ek Bahana
Is just a pretext to warm the blood, keep the blood warm

Parindon ki duniya ka derwesh hon main
I am the traveler wanderer of the kingdom of birds

Kay shaheen banata nahin aashiyana
As the falcon never builds nests

Tere Saamne Aasmaan Aur Bhi Hain
Before you there are many more skies

Gaye Din Ke Tanhaa Thaa Main Anjuman Mein
The days are gone when I was lonesome in the crowd 

Yahaan Ab Mere Raaz-Daan Aur Bhi Hain
Now here many more share my secrets

Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain
Other worlds lie beyond the stars

Abhi Ishq Ke Imtihan Aur Bhi Hain
There are still even more tests of passion,love

Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain
Other worlds lie beyond the stars

Watch the video of the song Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain by Rahat Fateh Ali Khan



Reality views by sm –

Wednesday, October 21, 2015

Tags – Bollywood Gazal Hindi Song Lyrics English Translation Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain Rahat Fateh Ali Khan

2 comments:

Bikram October 22, 2015  

Rahat fateh ali khan has kept the lagacy of Ustan nusrat fateh ali khan...

Bikram's